70+ Sad Bewafa Poetry in Urdu 2 lines
Updated: 14 Jan 2024
508
Hello friends! Are you searching for Sad Bewafa Poetry in Urdu 2 lines on the internet?
You’ve arrived at the right place. Here we collected the bewafa dost poetry. You can convey your messages and share your feelings who breaking your heart with this Urdu poetry on Bewafai. Let’s read
Bewafa poetry in Urdu
In this section, we covered Bewafa poetry in Urdu. Choose these lines to express your feelings, whether it’s love, loss, joy, or sadness. Let’s read and share these words
یہ جو اہم ہوتے ہیں
بڑے بے رحم ہوتے ہیں
Yeh jo ahem hote hain
Bade be raham hote hain
کبھی تم بھول کر بھی یاد نہیں کرتے ہو
ہم تو تمہاری یاد میں سب کچھ بھلا چکے
Kabhi tum bhool kar bhi yaad nahi karte ho
Hum to tumhari yaad mein sab kuch bhula chuke
پڑا ہے واسطہ محبت کے یزیدوں سے
یہاں ہم اپنی انکھ میں بھی پانی رکھ نہیں سکتے
Bada hai wasata mohabbat ke Yazido se
Yahan hum apni aankh mein bhi paani rakh nahi sakte
کنارہ کرنے والوں سے کنارہ ہو بھی سکتا ہے
مجازی عشق ہے صاحب دوبارہ ہو بھی سکتا ہے
Kinara karne walon se kinara ho bhi sakta hai
Majazi ishq hai sahib dobara ho bhi sakta hai
مجھے وہ یاد ہے سب سے زیادہ
جسے میں بھول جانا چاہتا ہوں
Mujhe woh yaad hai sab se zyada
Jise main bhool jana chahta hoon
ہم بھی شکستہ دل ہیں تو پریشان تم بھی ہو
اندر سے ریزہ ریزہ میری جان تم بھی ہو
Hum bhi shikasta dil hain to pareshan tum bhi ho
Andar se reza reza meri jaan tum bhi ho
معافی چاہتا ہوں کہ آج الفاظ نہیں ملے
درد لکھ دیا ہے محسوس کر لیجئے گا
Maafi chahta hoon ke aaj alfaz nahi mile
Dard likh diya hai mehsoos kar lege ga
باتیں کبھی گھنٹوں تک ہوتی تھی باتیں
اب عرصے سے اجنبی ہیں ہم
Baatein kabhi ghanton tak hoti thi baatein
Ab arse se ajnabi hain hum
میرے لہجے میں جی حضور نہیں ہوتا
اس کے علاوہ میرا کوئی قصور نہیں ہوتا
Mere lehje mein ji hazoor nahi hota
Is ke alawa mera koi qusoor nahi hota
ہم بھی شکستہ دل ہیں تو پریشان تم بھی ہو
اندر سے ریزہ ریزہ میری جان تم بھی ہو
Hum bhi shikasta dil hain to pareshan tum bhi ho
Andar se reza reza meri jaan tum bhi ho
س کی خوشبو نہ ملی کہیں
پھول سارے خرید کے دیکھے ہم نے
I hope you have like these Bewafa shayari poetry in urdu
Sad bewafa poetry in Urdu Text
In this portion, we have collected Sad bewafa poetry in Urdu text that is the undirectly way to express your emotions with loved ones.So Read the poetry and share it
وہ نگاہوں سے بچ کر کہاں جائے گا
اب تو ان کے محلے میں گھر لے لیا
Woh nigaahon se bach kar kahan jayega
Ab to us ke mohalle mein ghar le liya
____________________
کچھ لوگ اپنا وقت اچھا گزارنے کی خاطر
دوسروں کی زندگیاں برباد کر دیتی
Kuch log apna waqt acha guzarne ki khatir
Dosron ki zindagiyan barbaad kar deti
____________________
ناراضگی رکھنے سے اور کیا ہوتا رہے گا
دوریاں بڑھتی رہیں گی وقت کھوتا رہے گا
Narazgi rakhne se aur kya hota rahega
Doorian bhadti rahengi waqt khota rahega
____________________
کسی اور کی جگہ باقی نہیں ہے مجھ میں
ہم تم سے شروع ہو کر تم پہ ہی ختم ہو جاتے ہیں
Kisi aur ki jagah baqi nahi hai mujh mein
Hum tum se shuru ho kar tum pe hi khatam ho jate hain
____________________
ہم دونوں ہی اپنے اپنے قبیلے کا مان تھے
رسموں سے ڈر گئے بغاوت نہ کر سکے
Hum dono hi apne apne qabeelay ka maan the
Rasmon se dar gaye baghawat na kar sake
____________________
اپنے اصول کچھ اس طرح سے توڑے ہم نے
غلطیاں نہیں تھیں پھر بھی ہاتھ جوڑے ہم نے
Apne asool kuch is tarah se tore hum ne
Ghaltiyan nahi thin phir bhi haath jode hum ne
____________________
وہ ٹوٹنے نہیں دے گا صبر کا سلسلہ
وہ کن فرمائے گا اور معجزہ ہو جائے گا
Woh tootne nahi dega sabr ka silsila
Woh kun farmaye ga aur mojza ho jaye ga
____________________
تعلق توڑ دینے سے کسی کو چھوڑ دینے سے
رفاقت ڈر نہیں جاتی محبت بھر نہیں جاتی
Taluk tod dene se kisi ko chhod dene se
Rafaqat dar nahi jati mohabbat bhar nahi jati
____________________
بے وجہ نہیں روتا عشق میں کوئی غالب
جسے خود سے بڑھ کر چاہو وہ رلاتا ضرور ہے
Be wajah nahi rota ishq mein koi Ghaleb
Jise khud se badh kar chaho woh rulata zaroor hai
____________________
لہجے بدل رہے ہیں الفاظ بدل رہے ہیں
اہستہ اہستہ ان کے انداز بدل رہے ہیں
Lehje badal rahe hain alfaz badal rahe hain
Aahista aahista un ke andaaz badal rahe hain
____________________
مت سوچ کے تم نے چھوڑ دیا تو میں ٹوٹ جاؤں گا
چاہنے والے بہت ہیں جو تیری خاطر چھوڑے تھے
Mat soch ke tum ne chhod diya to main toot jaunga
Chahne wale bohat hain jo teri khatair chhode thay”
____________________
تم مت کھولنا میری ماضی کی کتابوں کو
جو تھا وہ رہا نہیں اور جو اوں کسی کو پتہ نہیں
Tum Mat soch ke tum ne chhod diya to main toot jaunga
Chahne wale bohat hain jo teri khatair chhode thay
____________________
ہر شخص کر رہا ہے ہر شخص کا حساب
یہاں ہر روز محشر بپا رہتا ہے
Har shakhs kar raha hai har shakhs ka hisaab
Yahan har roz mahshar bapa raha hai
____________________
زندگی کی حقیقت بس اتنی سی ہے
کہ انسان پل بھر میں ماضی بن جاتا ہے
Zindagi ki haqeeqat bas itni si hai
Ke insaan pal bhar mein maazi ban jata hai
____________________
وہ ایک انسان جو سویا ہی نہیں کہیں راتوں سے
اگر اس کی وجہ تم ہو تو کیا ظالم نہیں ہو
Woh ek insaan jo soya hi nahi kahin raaton se
Agar us ki wajah tum ho to kya zalim nahi ho
____________________
تم ایک عمر گزار ائے تو محسوس ہوا ہے
اس طرح تو جینے کا ارادہ ہی نہیں تھا
Tum ek umar guzar ae to mehsoos hua hai
Is tarah to jeene ka iraada hi nahi tha
____________________
اوڑھ لی ہے خاموشی ہم گفتگو نہیں کرنی
دل کو مار دینا ہے اب ارزو نہیں کرنی
Odh li hai khamoshi hum guftagu nahi karenge
Dil ko maar dena hai ab arzoo nahi karenge
____________________
اور رفتہ رفتہ ہو گئی بے معنی
میری ذات بھی میری بات بھی
Aur rafta rafta ho gayi be ma’ani
Meri zaat bhi meri baat bhi
____________________
دیکھیے کب تک مکمل موت ہو
مرتے مرتے ہم ایک زمانہ ہوا
Dekhiye kab tak mukammal maut ho
Marte marte hum ek zamana ho gaya
____________________
عشق قلندروں کا رقص ہے
جناب یہ لاڈلوں کے بس کی بات نہیں
Ishq qalandaron ka raqs hai
Janab yeh ladlun ke bas ki baat nahi
____________________
جو تم نے کبھی کی ہی نہیں
مجھے وہ محبت اداس رکھتی ہے
Jo tum ne kabhi ki hi nahi
Mujhe woh mohabbat udas rakhti hai
____________________
اس عنایت پہ قربان جاؤں
پیار مانگا تھا غم دے گئے
Is ehsaan pe qurban jaon
Pyar manga tha gham de gaye
____________________
بس ایک شام بڑی خاموشی سے ٹوٹ گیا
ہمیں جو مان تیری دوستی میں رہتا تھا
Bas ek shaam badi khamoshi se toot gaya
Humein jo maan teri dosti mein rehta tha
____________________
سوچتا ہوں جس دن مجھے صبر اگیا
تو پھر اس کی کیا اہمیت رہ جائے گی
Sochta hoon jis din mujhe sabr a gaya
To phir us ki kya ahmiyat reh jayegi
____________________
Conclusion
Sad bewafa poetry in Urdu 2 lines is the best way to recall promises of love from him or her. These words carry emotions of love, sadness, or loss.
They’re not just words,they’re a way to share and connect. So, why wait? . You can share on Facebook, Instagram,WhatsApp, or Twitter. Let’s share your emotions. Thanks a lot for reading. Take care.
Please Write Your Comments