Deep Matlabi log poetry in Urdu -Matlabi Quotes
Updated: 4 Mar 2024
438
Are you searching for unique and meaningful Matlabi Log Poetry on the internet to express your feelings?
Matlabi log poetry shares a lot in a few words. This collection of poetry and quotes is about how selfish people can ruin relationships. The purpose of this poetry is to express the feelings of selfishness in relationships through WhatsApp status Dp or other social media platforms.
Look no further! Check out our collection of Matlabi poetry in Urdu! We have collected a wide variety of poetry that captures a range of emotions, making it easy to find one that perfectly expresses what you’re feeling. Let’s read.
Matlabi log poetry in Urdu
In this part, we have collected Poetry about matlabi log with images to express your feelings.
یہ مطلب کی دنیا ہے یہاں سنتا نہیں فریاد کوئی
ہنستے ہیں سب لوگ جب ہوتا ہے برباد کوئی
Yeh matlab ki duniya hai, yahan sunta nahin faryad koi
Hanstay hain sab log, jab hota hai barbad koi
مطلب کے ہے یار دلوں کے کالے ہیں
موقع ملتے ہی سب ڈسنے والے ہیں
Matlab ke hain yaar diloun ke kaale hain
Mouqa milte hi sab dusny wale hain
کہ جن کے سپنے ہم دیکھتے ہیں وہ بھی سپنا دیکھتے ہیں
اور چاہے کوئی کتنے بھی اپنے ہو پہلے اپنا دیکھتے ہیں
Ke jin ke sapne hum dekhte hain, woh bhi sapna dekhte hain
Aur chaahe koi kitne bhi apne ho, pehle apna dekhte hain
خود غرض لوگ
رشتوں کو نبھاتے کم ہیں اور آزماتے زیادہ ہیں
Khud gharaz log
Rishton ko nibhate kam hain aur azmate zyada hain
ان لوگوں کو رشتے بچانے سے کوئی مطلب نہیں ہوتا
جن کو اپنے مطلب سے مطلب ہوتا ہے
In logon ko rishte bachane se koi matlab nahi hota
Jin ko apne matlab se matlab hota hai
وقت آپ کو بتا دیتا ہے
کہ لوگ کیا تھے اور آ پ کیا سمجھتے تھے
Waqt aap ko bata deta hai
Ke log kya the aur aap kya samajhte the
کچھ لوگ بھی بڑے ہی عجیب ہوتے ہیں
ان کو جتنا بھی اپنا سمجھ لو وہ ہمیشہ لوگوں کے ہی رہتے ہیں
Kuch log bhi bade hi ajeeb hote hain
Un ko jitna bhi apna samajh lo, woh hamesha logon ke hi rehte hain
جتنا زیادہ سوچو گے اتنی زیادہ اذیت میں رہو گے
یا تو اپنے آپ کو مضبوط کر لو یا لوگوں سے دور کر لو
Jitna zyada socho ge, utni zyada aziat mein raho ge
Ya to apne aap ko mazboot kar lo ya logon se door kar lo
وقت موسم اور لوگ سب کی ایک سی فطرت ہوتی ہے
کب کون کہاں بدل جائے پتہ ہی نہیں چلتا
Waqt, mausam aur log, sab ki ek si fitrat hoti hai
Kab kaun kahaan badal jaaye, pata hi nahi chalta
کچھ لوگ دوستوں کی طرح نظر آتے ہیں
جیسے بھیڑیے کتوں کی طرح
Kuch log dostoon ki tarah nazar aate hain
Jaise bheriye kutton ki tarah
Matlabi log quotes in Urdu text
In this Part we have gathered matalbi quotes in urdu text you can easily copy paste and shared on your social media or with loved ones.
لوگوں کو اس بات سے غرض نہیں ہوتی کہ آپ خوش ہوتے ہیں یا نہیں
انہیں فرق صرف اس بات سے پڑتا ہے کہ آپ انہیں خوش رکھتے ہیں یا نہیں
Logon ko is baat se gharz nahi hoti ke aap khush hote hain ya nahi
Unhein farq sirf is baat se parta hai ke aap unhein khush rakhte hain ya nahi
بہت سے لوگ دنیا میں ایسے ہوتے ہیں جنہیں دل کی اچھائی اور سچائی سے کوئی سروکار نہیں ہوتا
وہ ظاہری خوبصورتی کے پیچھے بھاگتے ہیں
Bohat se log duniya mein aise hote hain jinhein dil ki achhai aur sachai se koi sarokaar nahi hota.
Woh zaahiri khubsoorti ke peeche bhaagte hain
اگر لوگ آپ سے دوری اختیار کر رہے ہیں تو انہیں کرنے دیجیے
آپ کی قسمت وقت اور زندگی کی ڈور کسی کے چھوڑ جانے کی محتاج نہیں ہے
Agar log aap se doori ikhtiyar kar rahe hain to unhein karne dijiye
Aap ki qismat, waqt, aur zindagi ki door kisi ke chhod jaane ki mahtaj nahi hai
کچھ لوگوں کو اپ جتنی عزت دے کر دیکھ لیں
وہ یہ ثابت کر ہی دیتے ہیں وہ اس عزت کے قابل نہیں
Kuch logon ko aap jitni izzat de kar dekh lein
woh yeh sabit kar hi dete hain ke woh us izzat ke qaabil nahi hain
یہ جو لوگ مجھے غلط سمجھتے ہیں مجھے ان سے کوئی شکایت نہیں
کیونکہ وہ اتنا ہی سمجھتے ہیں جتنی ان کی سمجھ اجازت دیتی ہے
Yeh jo log mujhe galat samjhte hain, mujhe unse koi shikayat nahi.
Kyunki woh itna hi samajhte hain jitni un ki samajh ijazat deti hai.
وقت نہیں ہے کسی کے پاس
جب تک نہ ہو کوئی مطلب خاص
Waqt nahi hai kisi ke paas
jab tak na ho koi maqsad khaas
دل تھا بھر گیا
انسان تھا بدل گیا
Dil tha bhar gaya
insaan tha badal gaya.
مجھے کوئی پرواہ نہیں دشمنوں کی مجھے بس نفرت ہے
ان لوگوں سے جو دوستی کے لباس میں منافق ہوں
Mujhe koi parwah nahi, dushmanon ki mujhe bas nafrat hai.
Un logon se jo dosti ke libas mein munafiq hain.
زندگی میں ایک اصول بنا لیجئے کہ کچھ بھی بن جائیں
مگر بے فیض انسان نہ بنے کیونکہ درخت جب بے فیض ہو
جائے تو چولہے میں جھونک دیا جاتا ہے
Zindagi mein ek usool bana lijiye ke kuch bhi ban jaye.
Magar be-faiz insaan na bane, kyunke darakht jab be-faiz ho jaaye to chulhe mein jhonk diya jaata hai.
کچھ لوگ آپ سے صرف اتنی محبت کرتے ہیں
جہاں ان کا مفاد ختم وہاں ان کی محبت ختم
Kuch log aap se sirf itni mohabbat karte hai
Jahan un ka mufaad khatam, wahan un ki mohabbat khatam
I hope you have enjoyed the Matlabi Log quotes in Urdu.For more poetry and quotes in urdu you can visit our website homepage
Conclusion
In the end, This poetry and quotes are is good message for Matlabi log, or selfish people, who are a drain on our lives. They take advantage of our kindness and generosity, and they never give back. They are only interested in what they can get from us, and they don’t care about our feelings or well-being.
If you are dealing with a matlabi log, it is important to set boundaries and protect yourself. Don’t let them take advantage of you. Don’t give them your time, energy, or money. And don’t be afraid to walk away from them if they are toxic to your life. Thankyou so much for your time .
Please Write Your Comments