Best Waqt Shayari in Urdu-Waqt Poetry
Updated: 14 Feb 2024
348
Hi dear! Are you finding waqt poetry in Urdu on the internet?
Time is a precious jewel we can only spend, not store. Stop searching In this Article, we have collected the best waqt shayari. Let’s explore and express the importance of time.
Waqt poetry
In this section, we have compiled the best waqt poetry in Urdu collection.You can share these shayari pics on your social media platforms or wallpaers or Dp
آج برا ہے تو وہ کیا ہوا کل اچھا آئے گا
وقت ہی تو ہے بدل جائے گا
Aaj bura hai to woh kya hua
Kal achcha aaye ga
Waqt hi to hai badal jaye ga
مجھے مہنگے تحفے پسند نہیں
اگلی بار آے تو وقت لیتے آنا
Mujhe mahange tohfe pasand nahin
Agli bar aaye To waqt lete aana
اپنوں کو اپنے ہونے کا احساس دلاتے رہیں ورنہ
وقت آپ کے اپنوں کو اپ کے بنا جینا سکھا دے گا
Apnon ko apne hone ka ehsas dilate rahein
Warna Waqt aap ke apnon ko aap ke bina jina sikha de ga
کتابوں کی اپنی جگہ جگہ لیکن
سبق وہی یاد رہتا ہے جو وقت اور لوگ وقت دیتے ہیں
Kitabon ki apni jagah jagah
Lekin
Sabq wahi yad rahata hai jo waqt aur log waqt dete hain
وقت بہت بڑے اور گہرے زخم دیتا ہے
اس لیے گھڑی میں پھول نہیں سوئیاں ہوتی ہیں
Waqt bahut bade aur gehre Zakhm deta hai
Is liye ghadi mein phool nahin suiyan hoti hain
گھڑی وقت بتاتی ہے
اور وقت لوگوں کی اوقات
Ghadi waqt batati hai
Aur waqt logon ki auqaat
کہتے ہیں کہ وقت کے ساتھ ہر زخم بھر جاتا ہے
مگر سچ تو یہ ہے کہ ہم درد کے ساتھ جینا سیکھ جاتے ہیں
Kahate hain ke waqt ke sath har zakhm bhar jata hai
Magar sach to yeh hai ke ham dard ke sath jina sikh jate hain
Waqt Quotes
In this section, we have collected top Waqt quotes in Urdu two line, heartwarming, emotional, and more.
وقت کے پاس اتنا وقت نہیں کہ وہ دوبارہ آپ کو وقت دے سکے
Waqt ke pass itna waqt nahin
Ke woh dobara aap ko waqt de sake
ایک گھڑی کیا خرید لی میں نے
وقت پیچھے ہی پڑ گیا میرے
Ek ghadi kya kharid li maine ne
Waqt peeche hi pad gaya mere
میں نے ہنگامے زمانہ سے سبق یہ سیکھا
وقت اچھا یا برا جیسا ہو کٹ جاتا ہے
Maine hangame zamana se sabq yeh sikha
Waqt achcha ya bura jaisa ho kat jata hai
ہے آ ج رخ ہوا کا موافق تو چل نکل کل کی کسے خبر ہے کدھر کی ہوا چلے
Hai aaj rukh hawa ka mowafiq to chal nikal
Kal ki kise khabar hai kidhar ki hawa chale
فقیری سے پہلے غنیمت ہے دولت جو کرنا ہے کر لو تھوڑی ہے مہلت
fakari se pehle ghanimat hai daulat
Jo karna hai kar lo thodi hai mehlat
اس وقت انتظار کا عالم نہ پوچھیے
جب کوئی بار بار کہے ارہے ہیں ہم
Is waqt intezar ka alam na pucheye
Jab koi bar bar kahe arhe hain hum
مانگنا ہی چھوڑ دیا ہم نے وقت کسی سے
کیا پتہ ان کے پاس انکار کا بھی وقت نہ ہو
Mangna hi chhod diya hum ne waqt kisi se
Kya pata un ke pass inkar ka bhi waqt na ho
what is urdu quote about time?
وقت گزر جاتا ہے، لیکن یہ ہمارے اختیار میں ہے کہ ہم اسے اپنے پیچھے چھوڑ دیں یا اس کے ساتھ آگے بڑھیں۔
Conclusion
Time is a precious commodity that we often take for granted. It is always ticking away, and we can never get it back. That’s why it’s so important to make the most of the time we have.
In this blog post, we have explored the importance of time through the lens of Urdu poetry and quotes. I hope that you have found these waqt shayari to be inspiring and thought-provoking.Thanks for reading..
Please Write Your Comments