Deep Khamoshi poetry in Urdu 


Updated: 29 Apr 2024

135


Are you finding Khamoshi poetry in urdu on internet?

Because the deepest feelings are best expressed through the power of silence, or “Khamoshi.” But how do you capture the essence of Khamoshi in Urdu poetry?

Look no more! In this blog post, we’ve gathered Khamoshi poetry, giving you beauty and deep emotions to share.

Khamoshi Poetry in Urdu

Here we collected Khamoshi poetry in urdu that will match with your feelings. Read and share your sad emotions with your bewafa loved ones

khamoshi Poetry in Urdu

مستقل بولتا ہی رہتا ہوں
کتنا خاموش ہوں میں اندر سے

Mustakil bolta he rhta ho kitna khamoosh ho mai under say

hurt khamoshi poetry in urdu

کہہ رہا ہے شور دریا سے سمندر کا سکوت
جس کا جتنا ظرف ہے اتنا ہی وہ خاموش ہے

keh raha hai shore darya se samandar ka sukut
Jis ka jitna zarf hai itna hi woh khamosh hai

deep khamoshi poetry in urdu

کتنی لمبی خاموشی سے گزرا ہوں
ان سے کتنا کچھ کہنے کی کوشش کی

kitni lambi khamoshi se guzra hon
un se kitna kuch kehnay ki koshish ki

2 line khamoshi poetry

ہم لبوں سے کہہ نہ پائے ان سے حال دل کبھی
اور وہ سمجھے نہیں یہ خاموشی کیا چیز ہے

Hum labon se keh nah paye un se haal dil kabhi
aur woh samjhay nahi yeh khamoshi kya cheez hai

love khamoshi poetry

اسے بے چین کر جاؤں گا میں بھی
خاموشی سے گزر جاؤں گا میں بھی

usay be chain kar jaoon ga mein bhi
khamoshi se guzar jaoon ga mein bhi

best khamoshi poetry urdu

خاموشی سے مصیبت اور بھی سنگین ہوتی ہے
تڑپ اے دل تڑپنے سے ذرا تسکین ہوتی ہے

khamoshi se museebat aur bhi sangeen hoti hai
tarap ae dil tarpne se zara taskeen hoti hai

khamoshi poetry in urdu text

چپ چاپ سنتی رہتی ہے پہروں شب فراق
تصویر یار کو ہے مری گفتگو پسند

chup chaap sunthee rehti hai pahron shab faraaq
tasweer yaar ko hai meri guftagu pasand

silence hurt khamoshi poetry in urdu

زور قسمت پہ چل نہیں سکتا
خاموشی اختیار کرتا ہوں

zor qismat pay chal nahi sakta
khamoshi ikhtiyar karta hon

khamoshi poetry in urdu 2 lines

رگوں میں زہر خاموشی اترنے سے ذرا پہلے
بہت تڑپی کوئی آواز مرنے سے ذرا پہلے

Ragon mein zeher khamoshi utrney se zara pehlay
bohat tadpae koi aawaz marnay se zara pehlay

meri khamoshi poetry

نکالے گئے اس کے معنی ہزار
عجب چیز تھی اک میری خاموشی

Nikalay gaye is ke maienay hazaar
ajab cheez thi ik meri khamoshi

gehri khamoshi poetry

چٹخ کے ٹوٹ گئی ہے تو بن گئی آواز
جو میرے سینہ میں اک روز خاموشی ہوئی تھی

chatakh ke toot gayi hai to ban gayi aawaz
jo mere seenah mein ik roz khamoshi hui thi

teri khamoshi poetry

خاموشی تیری مری جان لیے لیتی ہے
اپنی تصویر سے باہر تجھے آنا ہوگا

khamoshi teri meri jaan liye layte hai
apni tasweer se bahar tujhe aana hoga

Chup poetry urdu

خاموش رہنے کی عادت بھی مار دیتی ہے
تمہیں یہ زہر تو اندر سے چاٹ جائے گا

khamosh rehne ki aadat bhi maar deti hai
tumhe yeh zeher to andar se chaat jaye ga

heart touching hurt khamoshi poetry in urdu

ہم نے اول تو کبھی اس کو پکارا ہی نہیں
اور پکارا تو پکارا بھی صداؤں کے بغیر

hum ne awwal to kabhi is ko puraka hi nahi
aur puraka to puraka bhi sadaaon ke baghair

khamoshi poetry for lover

سب ہوں گے اس سے اپنے تعارف کی فکر میں
مجھ کو مرے سکوت سے پہچان جائے گا

sab hon ge is se apne taaruf ki fikar mein
mujh ko marey sukut se pehchan jaye ga

khamoshi poetry in urdu copy paste

رنگ درکار تھے ہم کو تری خاموشی کے
ایک آواز کی تصویر بنانی تھی ہمیں

rang darkaar thay hum ko tri khamoshi ke
aik aawaz ki tasweer banani thi hamein

miss you khamoshi poetry in urdu

میرے لفظوں میں زندہ رہنے والے
تیری خاموشی سے مر گئی ہوں میں

mere lafzon mein zindah rehne walay
teri khamoshi se mar gayi hon mein

khamoshi poetry love

پیار میں یار کی خاموشی اچھی نہیں لگتی
سرد موسم میں اداسی اچھی نہیں لگتی

pyar mein yaar ki khamoshi achi nahi lagti
sard mausam mein udasi achi nahi lagti

sad khamoshi poetry urdu

ایک دن میری خاموشی نے
مجھے لفظ کی اوٹ سے اشارہ کیا

aik din meri khamoshi ne
mujhe lafz ki oot se ishara kya

khamoshi poetry in urdu sms

بعض اوقات رات کی خاموشی
دن کے شور سے زیادہ بلند ہوتی ہے

baaz auqaat raat ki khamoshi
din ke shore se ziyada buland hoti hai

What is Silence poetry in urdu/

ہم ان کو سوچ میں گم دیکھ کر واپس چلے آئے
وہ اپنے دھیان میں بیٹھے ہوئے اچھے لگے ہم کو

Conclusion

In Conclusion,Khamoshi poetry reminds us that quiet isn’t empty. It’s full of cool feelings, thoughts, and all sorts of things we’ve been through. If we listen closely, the quiet can tell us amazing things. So next time it’s quiet, let’s enjoy it! It can help us understand ourselves better and feel good inside. Thanks For reading if you have any queries please tell in the comment section below.


Mehak

Mehak

Say hello to Mehak Javed, a huge fan of poetry! She owns poetrykidunya.com and enjoys sharing the newest poems and quotes. Mehak makes poetry easy to like and get, so come join the emotional journey with her at Poetrykidunya.com!

Please Write Your Comments